Please also read Raag Bilawal Shabd No. 17
Tat kahn ko Ram hai, dooja nahi deva.
Brahma Vishnu Mahesh se, jaaki kari hain seva. (Tek)
Jap tap teerth thothare, jaaki kya asha.
Koti yajna puny daan se, jam katai na fansa. 1.
Yahan den wahan len hai, yoh mitai na jhagra.
Waah bina panth ki baat hai, paavai ko dagra. 2.
Bin ichha jo det hai, so daan kahavai.
Phal baanchai nahi taas ka, Amarapur jaavai. 3.
Sakal dweep nau khand ke, kshatri jin jeetay.
So to pad mein na mile, vidya gun cheetay. 4.
Koti uncha prithvi, jin deenee daana.
Rashuram avatar ko, keenee qurbana. 5.
Kanchan mer sumir re, aaye sab maahi.
Kamdhenu kalpavriksh re, so daan karahi. 6.
Sur nar munijan sevahin, Sanakadik dhyavain.
Shesh sahans mukh ratat hain, jaaka paar na paavain. 7.
Brahma Vishnu Mahesh re, deva darbaari.
Sankh kalp yug ho gaye, jaaki khulhai na taari. 8.
Sarv kala sampurnam re, sab peeran ka peera.
Anant lok mein gaaj hai, jaaka naam Kabira. 9.
Pralay sankhya asankhya re, pal maahi bihani.
Garib daas nij naam ki, mahima ham jaani. 10 (17)
Sumiran Ka Ang
Verse 1-2:
Garib, aisa abigat Ram hai, aadi ant nahi koi.
Vaar paar keemat nahi, achal hirambar soi. |1|
Garib, aisa abigat Ram hai, agam agochar noor.
Sun sanehi aadi hai, sakal lok bharpoor. |2|
The one Sant Garibdas Ji has referred to as Avigat Ram (the Supreme Divine Being), was none other than Kabir Parmeshwar, who used to work as a weaver in the city of Kashi.
Garib, sab padvi ke mool hain, sakal siddhi hain teer. Das Garib Satpurush bhajo, Avigat kala Kabir.
Garib, anant koti brahmand ka, ek rati nahin bhaar. Satguru Purush Kabir hain, kul ke sirjanhaar.
Garib, ham sultani Nanak tare, Dadu ko updesh diya. Jaati julaaha bhed na paaya, Kashi mahe Kabir hua.
Saint Garibdas Ji emphasized that the name of this Avigat Ram (eternal, supreme God) should be taken from the true Guru for remembrance (sumaran). He explained its greatness. He compared the benefits of worshipping this Avigat Ram with the worship of other gods and concluded by saying, "Recite the name of Ram Kabir if your heart desires to cross over."
Kabir Parmeshwar (God Kabir) is the Avigat Ram who has no beginning (birth) or end (death), meaning He is the eternal, imperishable Supreme Soul. He has no duality or distinction, and He is priceless, unchanging, and radiant like gold. Just as a "Paaras" (philosopher's stone) turns iron into gold, no matter how much iron is touched by it, be it 100 quintal or 100,000 quintal, it transforms into gold. Similarly, the value of a small piece of this "Paaras" stone is immeasurable; it is considered priceless.


